Monday, September 9, 2013

Adsense in hindi in urud

What is adsense in hindi in urdu ?
adsense is ad publishing program by google company.
adsense is a best source of online earning.
adsesne is a best revenue program.
Hindi & urdu :- adsesne ka naam aapne kafi suna hoga ye ek google ka program he jisme google other company se ad world program ke zariye ad leti he aur in ads ko apne adsense account ke zariye un blog aur website ko dethi he jo is program se jude hote he.
adsesne aap bhut sa rupya paisa dollar kama sakte he.
lakin kaise rupya paisa kamaya ja sakta he ?
adsense se rupya paisa kamene ke liye sabse pehle aap ka apna ek blog ya website hona chaiye. agar aap ke pass apna ek blog he to aap adsense ka zariye paisa kama sakte he. aur agar apki koi website nahi he blog nahi he to abhi free blog create kare www.blogger.com ye google ki website he jo free blogg bnane ki khidmat ajnajm deti he.

Lakin blog bnate waqt aaap is baat ka zaroor khyal rakhe ke ye blog English language me ho.kunke apbhi tak adsense hindi aur urdu blog ke liye apne ad nahi deta he. yani agar aap hindi ya urdu blog ke liye adsense account ke liye apply karege to adsense aap ko disapprove kar dega.
aap jab apna blog bana le to inda au pakistan ke blogger ko 6 month wait kara hota he adsesne account ke liye apply karne ke liya after six month aap adsense.com par jakar adsense ka account create kare aur apne blog par edsense earnig enable kare aur khub sarat paisa kamye.

1 comment: