Sunday, May 4, 2014

How to ad page in blogger blog? In Hindi



How to ad page in blogger blog? In Hindi

Blogger Blog is very easy. Blogger Blog provides very best option for better blog making. Hindi me hum aap ko easy tarike se ye bata rahe ha ke kaise aap apne blogger k blog me Page or pages Add kar skate ha I mean apne blog me aap kaise new page crate kar sakte ha?


Open your blogger account aap ko first apna blog account open karna hoga blog account open hone ke bad this image ki tarha page samen open hoga.
 Is image me side me jo page ka option nazar a raha ha is par jaye is option ko open karne ke bad aape browser me jo page open ho ga wo second image ki tarha nazar aaye ga

 
 is me New page ke option ko open karene par new page aap k samne hoga and phir aap is ko write kare and after write post Publish ke option par jakar new page publish kar de so it is very easy.

How to show blog page on the blog?

But jab aap page crate kar le to agar page aap ke blog me Show na ho to us ke lye aap ko blog account me diye gaye option Layout me jana hoga see image



is me jane ke bad aap page ko jis side me show karna chate ha us side me Add a gadget ke option me jana hoga and after this option aap di gai Image ki tarah ek window open hoga 
is me Page option ko jakar Add karna hoga and is tarha aap ka page Blog par sho hone lage ga.

No comments:

Post a Comment